love shayari, Mohabbat Choot’ti Kub Hai Mohabbat Toot’ti Kub Hai
Posted by Pushpendra Singh Rajput at 10:04 am 0 Comment Print
.Tumharay Zehan Main Janaan
Yeh Kaisay Aaa Gaie Sochien
Keh Tum Ko Chorr Doonga Main
Mohabbat Torr Doonga Main
Nahin Shaayad Pata Tum Ko
Keh Marzi Say Bhala Janaan
Mohabbat Choot’ti Kub Hai
Mohabbat Toot’ti Kub Hai
Agar Na Ho Yaqeen Phir Bhi
To Naqsh e Bey Yaqeeni Ko
Mitaanay Kai Liay Janaan
Main Phir Iqraar Karta Hoon
Keh Meri Zaat Ko Tum Sai
Faqat Tum Sai Mohabbat Thi
Faqat Tum Say Mohabbat Hai
Mohabbat Ki Qasam Mujh Ko
Keh Jub Tak Saans Jaari Hai
Keh Jub Tak Dil Dharakta Hai
Ragon Main Khoon Behta Hai
Mohabbat Tum Sai Hi Ho Gi
Related Posts
-
Love Shayari, mujhe TUMSE mohabbat hai
~ SMS /Jokes /Shayari
20 May , at 7:46 PM
-
शराब हराम है और वो, हरामजादी
~ Faridabad NCR, Featured, SMS /Jokes /Shayari
14 May , at 7:57 AM
-
आज सुबह सुबह ही गर्लफ्रेंड का काल आया और
~ Featured, SMS /Jokes /Shayari
12 May , at 8:05 AM
-
Mother's Day Today Read Latest SMS Shayari
~ Faridabad NCR, Featured, SMS /Jokes /Shayari
12 May , at 6:33 AM
-
DILDAR ko SARDAR kehte hai
~ SMS /Jokes /Shayari
11 May , at 6:03 PM
